I ADITYA: DIALOUGES

I ADITYA

Saturday, September 02, 2006

DIALOUGES

"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?" -Amar Akbar Anthony"

Yeh koylei ki khaan ek azgar hai seth sahaab, jo roz , unginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jissm se khoon ka ek-ek katra choosk ar, ek lash ke roop mein ugall deta hai." -Kaala Paththar"

Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kouon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi"

Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon." -Trishul "

Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar." -Trishul"

Jigar ka dard upar se kahin maloom hota hai (?), Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai." -Sharabi"

Muchain hon to Nathulal jaise hon, warna na hon." -Sharabi"tarah, haqeeqat ki chattanon se

Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya"

Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." -Shahenshah"

Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath; Baazu par hai saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu coolie ka aur naam hai Iqbal." -Coolie"

Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha." -Kaaliya"

Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." -Don"

Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." -Laawaris"

Tumhara naam kya hai, Basanti?" -Sholay"

Daaru peene se liver kharab ho jaatha hai." -Satte pe Satta"

Eh Caancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hattha hai?" -Agneepath

"Lekin woh aayee kyon nahin?" -Naseeb"

Mukhtaar Singh ka naam suna hai?" - Kaalia"

Mai aur meri tanhaai - aksar ye baatein karte hai...." -Silsila"

Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." -Shakti"

Pain is my destiny and I can't avoid it." -Kaala Patthar"

Mai feke hue paise ko nahi uthatha." -Deewar"

Jo mard hota hai, use dard nahi hota." -Mard"

Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai." -Agneepath"

Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai." -Sharaabi"

0 Comments:

Post a Comment

<< Home